Skip to main content

Posts

Showing posts from December, 2018

TABARRUJ(Apani khubsurati kisi gair mard par zahir karana)

nabi kareem صلي الله عليه و سلم ka farman hai ⧫ mahrum e haddees hai Tum me se sabse  bahtareen aurtein wo hai jo Tabrruj(exposing beauty to non mehram) jo kisi gair mehram k samne apni  Khubsurti  zahir karte hue ghamand me chalti hai..  wo munafiq  hai.. un me se koi bhi Jannat  me dakhil nahi hogi... behqi;7:/82 ●●●●●●●●●●● afsos ki baat  hai.. cahdar me lipti hui islam ki shehzadi ko aaj  jahil kaha jata hai.. unhe ajeeb nazro se dekha jata hai.. low market down market  na jane  kya kya.. kehte h hamari khubsurti toh amanat hai na hamare hone wale mehram(sohar)ki.. q  kisi gair par zahir kar ke iss amanat  me khayanat  kareain??? Bint e hawwa!! Ham aise  mazhab se ta'alluq rakhate hai  jaha aurto ko hifazat or fitno se bachne or bachane ka hukm kiya gaya hai.. uski har baat manne uska har hukam pura krne ko dil tadapta hai... Lekin ye hukam toh allah ka haina?? Kya usse muhabbat nhi hui?? Uska huka...