nabi kareem صلي الله عليه و سلم ka farman hai ⧫ mahrum e haddees hai Tum me se sabse bahtareen aurtein wo hai jo Tabrruj(exposing beauty to non mehram) jo kisi gair mehram k samne apni Khubsurti zahir karte hue ghamand me chalti hai.. wo munafiq hai.. un me se koi bhi Jannat me dakhil nahi hogi... behqi;7:/82 ●●●●●●●●●●● afsos ki baat hai.. cahdar me lipti hui islam ki shehzadi ko aaj jahil kaha jata hai.. unhe ajeeb nazro se dekha jata hai.. low market down market na jane kya kya.. kehte h hamari khubsurti toh amanat hai na hamare hone wale mehram(sohar)ki.. q kisi gair par zahir kar ke iss amanat me khayanat kareain??? Bint e hawwa!! Ham aise mazhab se ta'alluq rakhate hai jaha aurto ko hifazat or fitno se bachne or bachane ka hukm kiya gaya hai.. uski har baat manne uska har hukam pura krne ko dil tadapta hai... Lekin ye hukam toh allah ka haina?? Kya usse muhabbat nhi hui?? Uska hukam pura karne ko dil tadapta nhi?? Uski boli baat ko aise hi nazar and
Wahid allah ka dar h janha agar bagair bulave ke bhi chale jao.... Toh sarmindagi nhi hoti balki sukoon milta h